9 Muharram Quotes: Muslims should make an effort to behave well throughout the month of Muharram because every deed, good or evil, is weighted more heavily on the scales. Muharram is significant not just because it is one of the four holy months of the year, but also because many Muslims observe it as a time to mourn the martyrdom of the Prophet Muhammad’s (PBUH) grandson. Due to the fact that this month is holy, many Muslims fast throughout Muharram to strengthen their devotion.
You can also, visit: https://story.com.pk/islam/9-muharram-instagram-captions/
9 MUHARRAM QUOTES IN URDU 2022
- ”Sadaa yeh ati hai karb-o-bala ki dharti se, Wafa k deep jalaao Hussain waris hain.”
- ”Karbala ko sairaab karnay walay, Mujhko pyaas hai teri deed ki”
- ”Jab bhi kabhi zameer ka sauda ho, Datt jao tum Hussain k inkaar ki tarah.”
- ”Jhukana chaha tha jis sar ko shaam walon ny, Shikast dekhain us sar ko khud utha kar chalay.”
- ”Do ghariyon ki zindaan main mehmaan sakeena hai, Sajjad chalay ao pareshan sakeena hai.”
- ”Yun he nahi jahan main charcha Hussain ka , kuch dekh kar hua hai zamana Hussain ka, sar de k do jahan ki hakomat khareedi , mehnga para yazeed ko sauda Hussain ka.”
- ”Hussain Ka’ba se jatay hain Karbala k liay, Khuda k ghar se jatay hain magar Khuda k liay.”
- ”Kis waaste namaz se mun morta hai tu, Kya yaad nahi akhri sajda Hussain ka!”
- ”Hussain tum nahi rahe tumhara ghar nahi raha, Magar tumharay baad zaalimon ka darr nahi raha.”
- ”Hadd he nahi Hussain tere inteqaam ki, Lafz-e-yazeed gaali se bad tar bana dia.”
- ”Tu ne sadaaqaton ka na sauda kiya Hussain (A.S), Baatil k dil main reh gai hasrat khareed ki.”
- ”Jis taaj k liay yazeed ne itne jattan kiay, Wo taaj to mere Hussain k kadmon ki dhool hai.”
- Phirta hai dar-badar rehta nahi hai chain se, Aj bhi paani sharminda hai Hussain se.”
For more Articles, Visit: story.com.pk